Ghareebon ke sath hmara suluk. (bartao)

IMG_20210713_003351_410.jpg
Source

Assalamu alaikum wa Rahmatullah.

Ghareebon ke sath hmara suluk. (bartao)

Zahiri etebar se kisi insan ko dekh kr us ko mamooli or be haqiqat na samjho.

Zabaan se to hm ye kehte he ki sb muslman bhai bhai he.

Or Allah ke nazdeek ameer, ghareeb brabr he, or Allah taala ke yha ghareeb ki badi qeemat he.

Lekin swal ye he ki jb hm un ke sath bartao krte he, or jb un ke sath suluk krte he, kya us waqt waqyi ye bate hmare zehn me rehti he?

Apne nokaron ke sath, apni khadimo ke sath, apne matehto ke sath, or duniya me jo ghareeb ghuraba nazar aate he, unke sath maamla krte waqt ye haqiqat hmare zehn me rehti he ya nhi?

Hota ye he ki zabaan se to hm taqreer krlenge, or aap taqreer sun lenge.

Lekin jb krne ka maamla aata he to us waqt sb bhul jayenge.

Shukriya..


H2
H3
H4
3 columns
2 columns
1 column
1 Comment
Ecency